रविवार, 7 अगस्त 2011

gumo ki kahani

Fir ek cigaret jala raha hu,
Fir ek tilli bujha raha hu,
Unki nazar me ye ek gunah h,
Mai to uske waade bhula raha hu.
Samajhna mat isko meri aadat.
Mai to bas dhua uda raha hu.
Ye unki yaado ke silsile h.
Mai unki yaade jala raha hu.
Mai peekar itna behak chuka hu.
ki gam ke kisse suna raha hu.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें